Thursday, August 31, 2006

"Saathiya Tune Kya Kiya"......one of my fav songs

This song is from movie "Love" (Released on Nov15, 1991) and is very close to my heart...

Actors : Salman Khan, Revathy
Singers : S.P.Balasubramaniam, Chitra
Music Director : Anand-Milind
Lyricist : Majrooh Sultanpuri

Download link : Saathiya tune kya kiya

Lyrics :
-------------------------
Saathiya ye tune kya kiya
Beliya, ye tune kya kiya
Maine kiya tera intezaar
Itna karo na mujhe pyaar
Itna karo na mujhe pyaar

Saathiya ye tune kya kiya
Beliya, ye tune kya kiya
Yoon na kabhi karna intezaar
Maine kiya he tumse pyar
Maine kiya he tumse pyar
Saathiya ye tune kya kiya
Beliya, ye tune kya kiya

Itni mohabbat seh na sakoonga
Sach maano zinda reh na sakoonga
Tujhko sambhaloo, Ye mera zimma
Main hoon to kya gum jane-tamanna
Ab jeena marna mera, Jaanam tere haath he
Maine kaha na sanam, Ab tu mere saath he
To phir sambhaal, Ki main chala
Jana kahan, Ab dil me aa
Saathiya ye tune kya kiya
Beliya, ye tune kya kiya

Dil ke chaman ka hansna to dekho
Jaagi nazar ka sapna to dekho
Aise huey hum, Ek jaan ek dil
Tu hai ke main hoon, Kehna he mushqil
Jhonka basanti hai tu, Tan he gulabi mera
Do rang milne ke baad, Hote nahi he judaa
To phir sambhaal, Ki yeh chala
Jana kahan, Ab dil me aa
Saathiya, tune kya kaha
Beliya, ye tune kya kaha
Yoon na kabhi karna intezaar
Maine kiya he tumse pyar
Maine kiya he tumse pyar
Itna karo na mujhe pyaar
Itna karo na mujhe pyaar

No comments:

\n